Mon 18 Oct 2010

Circit:- Bhai, bole to apun ko bhi HAPPY RAKSHABANDHAN bolne ka hai.
Munna:- Bol daal bol daal mamu bindas hoke bol daal.
Circit:- Mere pyaare-pyaare bhaiyon aur meri pyaari-pyaari saheliyon ko…….
Munna:- Are nahi circit. Bahan bol bahan.
Circit:- Mere pyaare-pyaare bhaiyon aur unki pyaari-pyaari bahnon ko mera pyaar bhara salaam. Wish You Haapy Rakshabandhan to you. Bindas bol dala bhai.
November 20th, 2010 at 12:59 pm
kya mamu bindas rahene ka