Tumhi ho mehboob mere
Main kyun na tumain pyaar karon
Tumhi to meri duniya ho
Main kyun na ikraar karon
Mera pyaar yaad rakhna

Meri aarzuon ki tasveer tum ho
Jo dil par likhi hay woh tehrer tum ho
Kahoun aur kiya meri taqdeer tum ho
Tum ho
Tum ho

Tumain dil deya dil k kabil tumhi ho
Mera pyaar tum meri manzil tumhi ho
Meri zindgani ka hasil tumhi ho
Tumhi ho
Tumhi ho

Tumhi ho mehboob mere
Main kyun na tumain pyaar karon
Tumhi to meri duniya ho
Main kyun na ikraar karon
Mera pyaar yaad rakhna

Related Posts with Thumbnails