Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye

Diwali Parva hai Khushio ka,
Ujalo ka, Laxmi ka. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho,
Happy Diwali

Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwali

Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali!

Related Posts with Thumbnails